
1.
“Pyaar woh ehsaas hai jo har pal saath hota hai,
Dil chahe ya na chahe, par yaad zaroor aata hai।”
2.
“Tum mile toh laga zindagi khoobsurat ho gayi,
Warna hum toh muskurana bhi bhool gaye the.”
3.
“Har lamha bas tumhari yaadon ka sahara chahiye,
Zindagi ko jeene ka bas yahi ik ishara chahiye.”
4.
“Dil karta hai tumhe dekhta rahu,
Kyuki tum mein meri khushi basi hai.”
